Sochti hu ki sonp du khud ko tumhe, har tarah tumhari ho jau. Chahti hu ki tum savaaroon dil aur jazbaat mere, aur badle mein tumse ye jism turvau.
Chahti hu ki tum puri karo tumhari har ek arzoo mere sath fir gir jau tumhari baho mein, kho jau tumhari ankhoon mein, sunu tumse ki kitna pyar karte ho mujhe ye jaan kar muskurati hui ki kal fir jung hogi aur mujhe harna hai tumhare liye.